गुरुवार, 11 फ़रवरी 2010

janu... : Jul 14, 2008 7:15 PM
janu,
ab mai office chhod raha hun abhi.....i m going to room.....have to go to Dehradun.

idhar aao to 1 baar....... hey janu.....
hummmaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
huuuuuuummmmmmmmaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

thik hai....ab chalta hun

januuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu : Jul 9, 2008 4:16 PM
janu,
miss u toooo much....aakar jamm ke baat karte hain.
abhi light prblm ki wajah se mera aur vinay ka bhi mobile off hai....battery down....sorry janu...mai baat nahi kar paya.
abhi aaya tha net se ticket download karne.....parson (Friday) ka ticket hai....saturday ko aakar apne janu se dher sari baate karna chahta hun......missssss u toooo much janu....hummmaaaaaaaaaaaaaa..
her reply : Jul 9, 2008 4:44 PM
mai nahi baat karti tumse jab dekho tab satatey rahtey ho bilkul bi baat nahi karungi jab aaoge bilkul bi nahi muh per tap lagaker aaungi hummmmmmmmmaaaaaa nahi karti baat hum
my reply : Jul 14, 2008 7:16 PM
janu.......kyon ho itni sweet.....mat baat karo......fir kiss karke hi baaat karunga mai ishare me.

tum kyon itni door ho janu? : Jul 18, 2008 5:51 PM
janu tum to nahi aatey per tumari yaad keyo chali aati hai mere pass jab dekho tab parsaan karti hai,her waqt tumara hi chehra samney keyo aata hai koi yaha office me koi baat ker hota hai to muje tum yaad aa jaatey ho sacchi janu bahut tang kartey ho kabi 2 .........ab dekhna jab tum lautker aaoge tab mai tumey bi tang karungi mai bi 1 month k liye kahi chali jaungi tab tumey pata cahlegahummmmmmmmmaaaaaaaaaaaa
my reply : Jul 18, 2008 11:15 PM
janu,
kya tumhe ye lagtaa hai ki sirf tum hi padeshan hoti ho.........aisa nahi hai paagal....mere dil se puchho ki kya haalat rahti hai iski.......sooooo muchhh missing u...toooooo muchhhh......
jee karta hai ki tumhe bahon me lekar khoob sara kiss karun.....hummaaaaaaaaaaaaaaaa.
abhi raat ke 11:15 huye hain..jee karta hai tumhare pass daudkar aa jaaun.....aur tumhe bahn me bhar lun......ufffff....januu.

SIGN OF LOVE : Jul 18, 2008 11:05 AM

welcome in my heart : Jul 11, 2008 1:29 PM
mere zindgi ke malik mere dil per haath rakh de,tere aaney ki khusi me mera dum nikal na jay......
today i m so happy janu mere itnjaar khatam hua kal mera janu mere pass hoga hai hummmmmmaaaaaa hummmmmmmmaaaaaaa hummmmmmaaaaaa miss u
--
Anu
my reply : Jul 19, 2008 1:35 AM
janu.......hummaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
net hamesha n hone ke karan mai aisa msg bhi itne deri se padhta hun janu........aur tadap uthta hun apne jaan ke paas jane ke liye........missssinggg u 22222222222 much janu...kabhi kabhi sach me lagne lagta hai ki jaan nikal raha hai........janu....mujhe apne paas bula lo pls.......mattt jane do khud se itna dooor......hmmmaaaaaaaaaa........

janu missss u 2 much : Jul 19, 2008 1:48 AM
janu.....,
kya bataun.....ab bhi mujhe nind nahi aaa rahi...
kya karun bolo tum hi....aur haaan kaise jaga paunga mai kal subah.....jab khud hi itne deri se sounga mai......sorrry janu...
apni kyon nahi sone de rahi mujhe.....bolo to...bolo n....verna kaat lunga wahin pe.....pakkkaaa......hummaaaaaaaaaaaaaaaaaa
hummaaaaaaaaaaaaa
hummmmaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
hummmmmaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
januuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu
her reply : Jul 19, 2008 10:00 AM
hummmmmmaaaaaaaaaa janu keyo muje dosh dete ho mai tuemy kaha jagaati hu tum hi to muje jagatey rahtey ho abi tak tum so rahey hoge na hummmmmmmaa isliye jayda nahi ha hummmmmmaaaaa bas janu jaldi se aa jao pls muje yaha kuch achha nahi lagta tumarey bina aa jao na hummmmmmmaaaaaaa dekho jaldi nahi aaoge phir dekh lena mai keya karungi .....tumey pata hai na hummmmmmmmmmaaaaaaaaa hummmmmmmmmaaaaaaa hummmmmmmmmmaaaaa hummmmmaaaaaaa

Don't be angry janu....care yourself : Jul 19, 2008 10:42 PM
my sweet janu,
abhi meri baaton se tumhe gussa aaya hoga.....mujhe pata hai......lekin thoda sa thandhe dimag se socho......aaj maine kaha ki REVITAL: capsule roz 1-1 liya karo...to tumne kaha ki kitni dawa khaun......ab kya kahun is baat pe...tark-vitark to khoob karne lagti ho lekin----

--tum sufficient amount me khana nahi kha sakti kyon ki tum kha nahi pati, isse bhi uljhan hone lagti hai (ya tumhe jyada khana achchha nahi lagta)
--tum medicine bhi nahi khana chahti kyonki ab tak medicine khakar oob chuki ho.

to tum hi bolo ki kya kiya jaay???.....
hamesha sirdard, bechaini, uljhan,......rahta hai (pata nahi uske liye kitne disprin, flexon,..... kha chuki ho fir bhi pain killer se headache rahta hi hai aur tum chhatpatati hi rahti ho......kabhi shant mann se socha hai ki is beemari ka jad se hi khatam kar diya jaay to kitna achchha hota........fursat nahi hai sochne ki.
tum ghar pe Subi ko coaching ke liye paise de sakti ho, Kanpur me kaun sa coaching uske liye achchha hoga tum khud ghum-fir kar fix kar sakti ho, bhai, ruby ko pocket money de sakti ho,.....aur pata nahi kya kya karti ho (matlab kitna burden aise hi rakhti ho) lekin apne tabiyat ke bare me sochne ki fursat nahi hai.

tum kahogi ki mai dhyan deti hun lekin isko dhyan dena kaise kahenge ki tum ab tak BP ka koi medicine nahi leti, kisi doctor se nahi dikhwayee jabki sari bimari ka jad wahi hai..........
janu, ladkiyon pe waise bhi bahut burden rahta hai......aage bhi tumhe aur aise hi mauke aayenge jab tumhe padeshaniyon se joojhna padega.....umra abhi banki hai...aur jindgi se har jana mere janu ka kaam nahi ho sakta aur na hi usko shobha dega.......tumhe aaj meri baaten abhi budi lagee hogi mai samajhta hun kyon ki maine aaj kaha hi aise (bilkul neutral hokar)......janu mai kya kahun .....janu tum ab child ho nahi jikso hamesha fusla kar kuchh kaha jaay....mai aisa kuchh kahunga fir bhi tum wo kuchh nahi karogi (jab tak tumhare mann me khud nahi hoga) lekin meri baton ko tum sanjidgi se leti hi nahi ........ab kya kahun mai......sirf sympathi bhare words mere janu ki tabiyat to nahi thik kar sakta n......
isliye pls janu....gusssaa mat karo n....abhi mere paas balance bhi nahi hai aur tum gusse me pata nahi kya-kya soch rahi hogi.....ye tumhari tabiyat ko aur harm karta hai.....jab mujhpe bhi pal bhar me is qadar gussa aata hai to aur kya bataun mai????........

mere janu ka khayal rakhna........

tumhara,
vij.
again me : Jul 19, 2008 10:48 PM
janu,
gussa kar khana bhi khaya ya nahi.....chalo utho....fataafat utho n baba.....hummmaaaaaaaaaaa.....chalo phale khana kha lo fir jitna jee chahe mujhpe gussa lena..OK????.......ab kya karun.....meri janu hai hi aisi paagal jo meri baaton ko samajh hi nahi pati ki mai kya kahna chahta hun aur kya usse krwana chahta hun......bilkul paagal hai wo........par hai to bahut hi pyari (bilkul bachchee ki tarah).....hummmaaaaaaaaaaaa......jee chahta rahta hai hamesha gale se lagaye rakhun........my sweet gudiya....hummaaaaaaaaa

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें